Hume aata hai apne ap ko badlna
Aksar hum sbko kisi Na kisi ke andar kuch buraiya nazar aati hai ,but kiya kbhi humne uske andar ki achaiyo ko dekhne ki kosis ki hai nhi kbhi nhi .
Hum sab ke andar kuch achaiya to kuch buraiya hoti hai depend ye karta hai ki hum represent kise karte hai , waise samjha jye to koi bhi humen bura nhi hota aksar use uska samye ya kisi majburi use bura banati hai , bus yhi PE hum sbko sambhlne ki jrurat hai kiu hum majburi me bura bane ya phir badal jaye kiu .Halaat Jab khrab hote hai us time Hume aur bhi sajag rahne ki kosis karni chaiye , aksar Haalat khud hum khrab krte hai humare galti ki wajah se majburi Hume Marti hai.
Aur kbhi kbhi dusro ke wajah se bhi Humare haaalat khrab hote hai so Hume UN isthiti me bhi khud ko sajag aur acha ban kr rahna hoga , hum badal nhi sakte, wo insan hi kiya Jo waqt ki Mar se badal jye waqt ko hum badalte hai waqt Hume nhi . Insan ka bura hona unke haalat ke upar depend karta hai Hume to bus unhe samjhna hai inspire karna hai Na ki jalil .sach btau to mujhe koi bhi bura nhi lagta bhut sare aaise logo se Mila hu Jo ajib se karte hai unke andar bura nature hai but mujhe unko dekhkr khrab nhi taras aata hai ki kaisa ye insan hai jise burayio NE gher rakha hai aaisi kiya majburi thi aaise kiya haalat the ya kaisa inka culture ...
Ha culture bhi khuch had tak depend karta hai humare anadar burayio ko Lane me..
Moral:

kisi bhi situation me khud ko Na badle agar badlna hi hai to khud ke andar ki soch ko badle ,soch ye hai ki Hume koi bhi majburi bura nhi bana Sakti .kiunki Hume aata hai majburi ko badlna , haalat ko badlna Hume aata hai dusro ko badlna , Hume aata hai apne ap ko badlna.
To be continue.......
0 comments:
Post a Comment